Saturday, June 30, 2007

fanna dialogus

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,Use Mera ya Mujhe Uska Karde.Bahut Dukh Sahe He Maine,Koi Khusi Ab Toh Muqaraar Karde.Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,Judai Ke Safar Ko Kum Karde.Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,Use Utna Kareeb Karde.Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde

Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai,pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....

Phool hun Gulaab kaâ?Chameli ka mat samjhnaâ?Aashiq hun aapkaâ?Apni Saheli ka mat samjhnaâ

Dur Humse Jaa Paoge Kaise,Humko Bhool Paoge Kaise.Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye, Khud Apni Saanxon Ko Rok Paoge Kaise..

Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karteâ

RONE DE TU AAJ HAMAKO TU AANKHE SUJANE DEBAHO ME LELE AUR KHUD KO BHEEG JANE DEHAI JO SEENE ME QUAID DARIYA WO CHUT JAYEGAHAI ITANA DARD KI TERA DAMAN BHEEG JAYEGA..

tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaayetere ishq mein meri jaan fanaa ho jaayeadhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren hammagar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham

No comments:

DOWNLOAD BOOKS, PDF's ,REPORTS,

SEND FREE SMS


Free SMS to India

Search

Google